Kash Main Tery Haseen Hath ka Kangan hota by wasi shah | Urdu Poetry
Kash Main Tery Haseen Hath ka Kangan hota by wasi shah Urdu Poetry Kash main tery haseen hath ka kangan hota to bary pyar se chao se bary maan k sath apni nazuk si kalai main charhati mujhko aur betabi se furqat k khizan lamhon main tu kisi soch main dubi jo ghumati mujhko main tery hath ki khushbu se mehek sa jata kuch nahi to ik yehi benam se bandhan hota kash main tery haseen hath ka kangan hota